Devotaon ke Astra Indra Ka Vajra

Devotaon ke Astra Indra Ka Vajra

Shubha Vilas · Om Books International

Hindi · Paperback

₹113 ₹150 25% off

Devtaon Ke Divya Astra’ Pustak-shrnkhla Bachchon Ko Bhartiya Pauranik Kathaon Ke Chhah Prasiddh Divya Astron Se Parichit Karati Hai.

Devtaon Ke Divya Astra’ Pustak-shrnkhla Bachchon Ko Bhartiya Pauranik Kathaon Ke Chhah Prasiddh Divya Astron Se Parichit Karati Hai. Har Sundar Chitron Se Saji Pustak Mein Ek Divya Astra Ki Kahani, Use Dharan Karne Wale Devta Ya Nayak Aur Usse Jude Vishesh Gunon Ko Rochak Dhang Se Prastut Kiya Gaya Hai. Is Shrinkhala Mein Bacche Shriram Ke Dhanush, Parshuram Ke Parshu, Indra Ke Vajra, Shrikrishna Ke Sudarshan Chakra, Brahmaji Ke Brahmastra Aur Bhagwan Shiv Ke Trishul Ke Baare Mein Janenge. Ramayan, Mahabharat Aur Puranon Se Prerit Yeh Kahaniyan Batati Hain Ki Kis Prakar Yeh Asadharan Astra Dharm, Budhimatta, Sahas, Raksha Aur Burai Par Acchai Ki Vijay Ke Prateek Bane.

ISBN-139789363951136
ISBN-109363951138
AuthorShubha Vilas
PublisherOm Books International
LanguageHindi
BindingPaperback
Pages16
SubjectSpirituality

Category: Literature , Fiction & Non-Fiction

Buy Now

Related books

India's trusted online book store